10 Comments

  1. Nice Councling Sir I have fully Impress with u but i have in confusion please give me ur valuable advoice my situation is
    Dear sir mai aur meri lover ek dusare se bahot pyar karate
    the lekin uske gharwalonko hamara pyar manjur nahi tha es bich

    hum ko bhi parva n karate huye ek duje ke sath rehane lage hum 7
    baras ek duje ke sath rahe gharme chhotasa zagada bina apshabd aur
    bina marpit ka misunderstandin hua. to usne uske maa bap ke ghar jakar
    zyata bol diya unhone session court me case darj karai mai bar bar usko
    aur uske maa bap ko bolta raha kanooni tarike se hamari shadi karwa do
    unhone ha ha bolke es par koi bhi vichar nahi kiya aur case darj karai
    aaj meri case es stage par hai ki wo chahati hai ki mutual section 13 B ke

    tehet hum divorce lenge lekin mai duvidha me hu ke agar shadi nahi ki aur
    use court me patni kaise bol du aisa karane se muze koi dikkat to nahi aa
    jayegi meri aaj bhi sabhise yahi prarthana hai ki mai usise kanooni tarike se shadi
    karana chahata hu lekin wo taiyyar nahi ho rahi es paristhitime mera section 13 B ke
    tehet petition karana such hai ya galat muze aapke anmol advoice ka intazar hai.koi bhi
    faisala lene se pehale mai aap ki ray jaruri samjata hu meri ye section 13 B ki date
    hai 2/12/2017 session court ahmednagar please give me ur advoice early.

  2. Sir mla divorce baddal thodi mahiti havi hoti
    Tumhi help karal tar khup changl hoil please sir apla number milel tr br hoil

  3. Hare Krishna Prabhuji..can I take ur mob. no. ?
    it’s a Humble request,
    Hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare
    Hare ram hare ram Ram ram Hare Hare

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*